Toofan ki kami nahi jeevan main Ladte huye safar karna hoga Jo milenge zakhm safar-e-raho main Unhe hi zindagi ka tazurba kehna hoga Lakh zakhm khane par bhi Har zakhm naya hoga Tazurba kitna hi kyun na ho Har safar naya hoga.