Na dekho mujhe aisi nazar se Waqt ka mara hu main Ek bechara hu main Main nadan hu yarron Nahi dil ka bura hu Kismat ka mara hu main Ek bechara hu main Ek anajani Bhool kya-kya gul khilati hain Jeevan ki har khusiyon main aag lagati hain Soch ke apni galti ko aankhe bhar aati hain Na dekho mujhe aisi nazar se Waqt ka mara hu main Ek bechara hu main Bhool ke maa ke adarsho ko main bhatka nadan Maa ki mamta roth gayi tab aya mujhe dhyaan Apne hatho se apni kismat sawarni hain Kismat ka mara hu main Ek bechara hu main Imtehan ki aaj gadi hain Kiska lu main sahara Na dekho mujhe aisi nazar se Waqt ka mara hu main Ek bechara hu main Main nadan hu yarron Nahi dil ka bura hu Kismat ka mara hu main Ek bechara hu main ------ This lines are again not written by me its a song but quite unique and touching
Does anyone know the singer's name? or the writer's name? Where can i download this song? I've been searching for this song for nearly 11 years