Chahne ko na koi sanam mila Humein hamesha hi gham mila Chaha to hamne bhi bahot kuch tha Pat hamein sab kuch zara kam mila Bharam tut-te gaye is dil ke Roz ek naya bharam mila Zakhm jab nasoor ban gaye Tab humein marham mila Bhagte phire hum zindagi bhar Par gaye jahan saamne apna Karam mila.
Yun tou kehte hou ke mauka na tha aur ghaat and thi Kaaza adaai ke siwa koi baat na thi Din ko na aa sakte thai tou kya raat na thi Yun kahiye hame manzoor Mulayam na thi
Tera pyaar mera gehna hai Aansu se bun kar pehna hai Hawaa ke saath beh aana tum Khushboo apni de jaana tum Dard ban dil me reh jaana tum Itna gham mera seh jaana tum Dil ban kar dhadakna tum Jaan ban kar tadapna tum Rooh me meri ghul jaana tum Yaadon me meri jhul jaana tum Paani ki tarah dhul jaana tum Ab mujhe bhool jaana tum.