I recently read this peom by "NIRA" and was so impressed with the wordings that i felt I wanted to share it with you. Three cheers to the author... Khairaat ki zingdi nahi chahiye. Aaj ki nari khud mein ek dhal hai Uski apni ek pahchan hai. Gaye zamane jab gulam thi vo Har baat izazaat par nirbhar thi Saans bhi udhar meinleni padhti thi. Sab ko khila kar anpoorna Akele kahne baithti thi. Sabke sone ke baad bhi. Sab ki sewa karni padhti thi. Aab azaadi vo chahti hai. Khud apne niyam bahaygi. Kadam se kadam vo milayegi, Rah se har toofan hatayegi. Garve se aab wo jee jayegi Kamzori ko takat banayegi, Kairaat ki zingdi nahi chahiye. Swabhimaan se wo sar uthayegi Aab usseko koi jhooka naa payege Shakti ka parti beemb banker Wo jag mein gajmagayegi. Aab vo sahi roop mein samne aayegi Aab wo sar uthayegee. Aab duniya sar jhuakeygee