Dil me sadma ban kar Pyaar ka nagma ban kar Tu mere saath rehna Kabhi yaadon me aa kar Kabhi waadon me aa kar Tu mere saath rehna Kabhi tanhaai ban kar Kabhi ruswaai ban kar Tu mere saath rehna Aankho ki nami ban kar Jeevan me kami ban kar Tu mere saath rehna.