enjoy...... 1.Ek din mental hospital main ek pagal kahta ki main yahan ka hone wala king or president hoon, main duniya ka sabse ameer insaan hoon. Dusre pagal : tumhe kaisa pata Pahla pagal : Apne haath main ek paper dikhate hue, mughe bhagwan ne letter diya. Tisra Pagal : Nahin-Nahin ye jhoot bol raha, maine is kuchh nahin diya. 2.Ek bar adalat mein, Ravan ko kaha gaya ki, Geeta par haath rakh kar kasam khao, Ravan bole nahin ek baar Seeta par haath rakh kar pachta raha hoon, ab Geeta nahin. thanks....