computer programmer's shayari

Discussion in 'Jokes' started by sonia, Jun 20, 2006.

  1. sonia

    sonia Bronze IL'ite

    Messages:
    348
    Likes Received:
    19
    Trophy Points:
    33
    Gender:
    Female
    enjoy one more forward.............

    Computer Programmer's Shayri

    Kal jab mile thhe....
    to dil mein hua ek sound.
    Aur aaj mile to kehte hain...
    your FILE NOT FOUND!
    --------------------------------------
    Jo muddat se hota aaya hai,
    woh repeat kar doonga...
    Tu naa mili to apni zindagi
    CTRL+ALT+DELkar doonga...
    --------------------------------------
    Shayad mere pyar ko
    taste karna bhool gaye...
    Dil sey aisa CUT kiya
    ke PASTE karna bhool gaye...
    --------------------------------------
    Laakhon honge nigaah mein
    kabhi mujhe bhi pick karo...
    Mere pyaar ke icon pe
    kabhi to DOUBLE CLICK karo...
    --------------------------------------
    Roz subha hum karte hain
    pyar se unhe good morning...
    Woh aise ghoor ke dekhti hain
    jaise 0 ERRORS aur 5 WARNING...
    --------------------------------------
    Aisa bhi nahin hai ke
    I don't like your face.
    Par dil ke storage mein
    No more DISK SPACE.
    --------------------------------------
    Ghar se jab tum nikale
    pehen ke reshmi gown.
    Jaane kitne dilon ka
    ho gaya SERVER DOWN.
    --------------------------------------
    Jabse meri zindagi mein,
    aayi hai ik female.
    Bhool gayahai sab kuchh
    kya MAILBOX, kya E-MAIL.
    --------------------------------------
    Dil se ek ishq ki
    APPLICATION create kar raha hoon.
    Pyaar se DEBUG karna
    mein wait kar raha hoon.
    --------------------------------------
    Tumhaare intezaar mein
    neend aayee aur sogaya.
    Yeh dekho mera connection
    TIME OUT ho gaya.......
    ----------------------------------- ---
    Nazar mein to Ek ayi hain
    aur shaayad lonely bhi hain...
    Lekin Problem ye hai ki Voh
    ab READ ONLY hain...

    </XBODY><!-- toctype = X-unknown --><!-- toctype = text --><!-- text --><!-- toctype = message --><!-- toctype = X-unknown --><!-- toctype = text --><!-- text --><!-- toctype = message --><!-- toctype = X-unknown --><!-- toctype = text --><!-- text --><!-- END TOC -->
     
    Loading...

Share This Page