zindagi ki is mod peh tak gayein hai jaan laga tha hum pahunch gaye us paar.. abhi dekho toh lagta hai hum hain nah is paar yah us paar... lagta hai aur bhi baaki meri manzil, saahil se takarakar aur aa gayi majdhaar.. toda himmat dena yaara,ki doond sakoon.. meri manzil kis taraf...kya karoon.. bahut thak gayi hoon... aajkal roney seh bhi dartey hain kya pata agar gal jayey unka roop jo ankhon mein basah hai... hum kitney nadaan hain khi, yeh bhi naa samaj sakey har musafir, zindagi ka sahara nahin hota unkey siwa.... zara unko dekhloon, do chaar batein kar loon, shayad meri takaan door ho jaye aur phir zindagi mein bahaar aa jaye....
bachon ko lekar pahunch ja us paar, ye jawani ki rounak jo tuje rula rahi hai, use jalaney na dena na tho jal jayegi ummidon ki thyohar, ankhon mey ya dil mein base tho hain bus akele thumey chode ye kiski kwayish thi jo alag raho aur luta do jawani chal ut jaldisey aur physla suna ki hum unse mil rahe hain jaldi hi thaaki hum jaise doston ki ummiden jo aap ki khushi par bhichaye baite hain.sukoon miley hamey bhi. sunkan
My one more will read it tomorrow both the poem even Sunkan started writting in Hindi Not bad keep it up as today not feeling so well will read it peacefully
Duniya ka pyar jo hai tumhare paas Mana wo kuch nahi us pyar ke samne Bas kuch hi din hain us tat ke paar Tahar jao zara sa yaar Shayad na koi samjhe usko Jo tumhare poore dil se ho Sacha pyar hai jo tumhara Aa jayenge jaldi wo e-duniya ka karo prayog doori kam to ho jayegi Lekin Jee chahega more Yeh cheez hi kuch aise hai Never knew I could write. Thanks for triggering this Shanthi..Hope it makes some sense...
Wah, kya kamal ka poem hai.....man ke khayalon ko roop de diya Shanti ne........Aur, Sundari, sundar tha aap ka jawab... L, Kamla
Hi vidya, Good one... tumhari pehli kavitha bahut lajawab hamari dil ko behalaya bahut khoob. hum majboor hai, rehne is paar... khuda se dhua karteh hai khole kuch dwaar... hum roz karte hai e-duniya mein sair... aap jaise kuch dost joh hain mere rakthey hain hamare mann ko halkey halkey toh,lagta hai abhi yeh takhaan ho gaya hai majboor, ab humey chod gaya hai chust