youn dil jalanay ki kya zarorat thi pass aker dor janay ki kya zarorat thi Hum to usse ra'h per ker rahay hain tumhara intezar tumhe apna rasta badalnay ki kya zarorat thi Main ne to bas younhi keh dia tha itna dil per laganay ki kya zarorat thi Nahi mohabbat thi hum se,to keh dia hota youn kisi ko saath laker jalanay ki kya zarorat thi Kabhi azmaya to hota humay tum ne ayy naaz apna dewana bana ker youn chordnay ki kya zarorat thi
arre reena, Ab yeh sab soch key, apna kismat ko koseh aur unko dosh kararne khi kya zaroorat thi yaar........:hiya....